Rukne Shura Syed luqman Bapu Babul Madina Karachi k Alaqey Gulshan Iqbal ki Shaksiyat Haji Manaf se unki walida sahiba k intiqal per taziyat ki or dua e magfirat ki.
Majlis Khususi Islami Bhai Kay Tahat Madani Halqa
Dawateislami ki Majlis Khususi Islami bhai k tehat Madina tul Aaoli Multan Sharif me Madani Halqa hoa jis me Rukne Shura Haji Fuzail Attari ne shirkat farmai.
Rukn e Shura Haji Abdulhabib Attari Ki Walida Kay Liye Esal e Sawab Ijtima
Babul Madina Karachi me Shaheed e Millat Road per waqey Memom masjid Pahari wali me Haji Abdul Habib Attari ki walida sahiba k esal e sawab ka ijtema hoa.
Haji Shahid Attari Kay Madani Phool
Nigran e Pakistan Intizami Kabina Haji Shahid Attari ne Aalami Madani Markaz Faizan e Madina Karachi ki Pak Ayubi,Waqari or Saadi kabina k zimmadaran ko Madani Phool diye.
Faizan e Madina Main Honay Wala Taqseem e Asnad Ijtima
Dawateislami ki Majlis Madrassa tul Madina k tehat Pakistan bhar ne Taqseem e Asnad ka ijtema hoa or Aalami Madani Markaz Faizan e Madina ne Nigran e Shura ne bayan farmaya.
Rukn e Shura Haji Shahid Attari Ka Majlis Madani Atiyyat Box Say Madani Mashwara
Nigran e Pakistan Intizami Kabina Haji Shahid Attari ne Aalami Madani Markaz Faizan e Madina Karachi me Majlis Atiyat box k zimmadaran ko Madani Phool diye.
South Korea Main Nigran e Shura Ka Sunnaton Bhara Bayan
Nigran e Shura Haji Imran Attari ne South Korea k shehar Kimhey k Madani Markaz Faizan e Madina me Aashiqan e Rasool ko apney Madani phool diye.
Rukn e Shura Haji Shahid Attari Ka Jamiaa tul Madina Kay Nazimeen Say Madani Mashwara
Nigran e Pakistan Intizami Kabina Haji Shahid Attari ne Aalami Madani Markaz Faizan e Madina Karachi me Jamia Tul Madina k Nazimeen k sath Madani Mashwara kia.
Bangkok Thailand Main Nigran e Shura Ki Amad
Nigran e Shura Haji Imran Attari Madani kamon k silsiley Thailand k shehar Bangkok me pohanchey or Airport pe magrib ki namaz ki imamat farmai .
Faizan e Madina Faisalabad Main Sunnaton Bhara Ijtima Janasheen e Attar Ki Shirkat
Janasheen e Ameer e Ahle Sunnat دَامَتْ بَرَکاتُہُمُ الْعَالِیَہHaji Ubaid Attari Madani ne Sardarabad Faisalabad k haftawar ijtema me sunnaton bhara bayan farmaya.
